aati hai qaime ke dar se ye sada
abbas abbas abbas
aaye nahi kyon nehr se ab tak chacha
abbas abbas abbas
ghul hai ye kaisa macha
haye chacha jaan mere
saaniha guzra hai kya
haye chacha jaan mere
karte hai sab kyun buka
haye chacha jaan mere
ghutne laga dam mera
haye chacha jaan mere
aati hai qaime ke…
baba bhi hai nauhagar
haye chacha jaan mere
peet'te hai apna sar
haye chacha jaan mere
reh gaye kyon nehr par
haye chacha jaan mere
laut ke aaye na ghar
haye chacha jaan mere
aati hai qaime ke…
dayr kyun itni lagi
haye chacha jaan mere
kyun na khabar meri li
haye chacha jaan mere
yaad na aayi meri
haye chacha jaan mere
mujhse khata kya hui
haye chacha jaan mere
aati hai qaime…
dayr ka hai kya sabab
haye chacha jaan mere
dard hai dil may ajab
haye chacha jaan mere
pyaas se hoo jaan-balab
haye chacha jaan mere
dekhiye aate hai kab
haye chacha jaan mere
aati hai qaime…
rota hai sab ghar ka ghar
haye chacha jaan mere
pakde hai baba kamar
haye chacha jaan mere
kar gaye kis ja safar
haye chacha jaan mere
shor hai kyon nehr par
haye chacha jaan mere
aati hai qaime…
milti nahi kuch khabar
haye chacha jaan mere
kya karoon jaa'un kidhar
haye chacha jaan mere
hogaya veeran ghar
haye chacha jaan mere
lagta hai ab mujhko darr
haye chacha jaan mere
aati hai qaime…
karti hoo jab mai fughan
haye chacha jaan mere
rote hai shaahe zamaan
haye chacha jaan mere
kis se karoon ye bayan
haye chacha jaan mere
waqt hai na mehrban
haye chacha jaan mere
aati hai qaime…
dhoondne jaa'un kahan
haye chacha jaan mere
mere anees ho kahan
haye chacha jaan mere
hashr hai ghar may ayaan
haye chacha jaan mere
pyaas se dil hai tapaan
haye chacha jaan mere
aati hai qaime…
آتی ہے خیمے کے در سے یہ صدا
عباس عباس عباس
آے نہیں کیوں نہر سے اب تک چچا
عباس عباس عباس
غل ہے یہ کیسا مچا
ہاے چچا جان میرے
سانحہ گزرا ہے کیا
ہاے چچا جان میرے
کرتے ہیں سب کیوں بکا
ہاے چچا جان میرے
گھٹنے لگا دم میرا
ہاے چچا جان میرے
---آتی ہے خیمے کے
بابا بھی ہیں نوحہ گر
ہاے چچا جان میرے
پیٹتے ہیں اپنا سر
ہاے چچا جان میرے
رہ گےء کیوں نہر پر
ہاے چچا جان میرے
لوٹ کے آے نہ گھر
ہاے چچا جان میرے
---آتی ہے خیمے کے
دیر کیوں اتنی لگی
ہاے چچا جان میرے
کیوں نہ خبر میری لی
ہاے چچا جان میرے
یاد نہ آیء میری
ہاے چچا جان میرے
مجھ سے خطا کیا ہویء
ہاے چچا جان میرے
---آتی ہے خیمے کے
دیر کا ہے کیا سبب
ہاے چچا جان میرے
درد ہے دل میں عجب
ہاے چچا جان میرے
پیاس سے ہوں جاں بلب
ہاے چچا جان میرے
دیکھیےء آتے ہیں کب
ہاے چچا جان میرے
---آتی ہے خیمے کے
روتا ہے سب گھر کا گھر
ہاے چچا جان میرے
پکڑے ہیں بابا کمر
ہاے چچا جان میرے
کر گےء کس جا سفر
ہاے چچا جان میرے
شور ہے کیوں نہر پر
ہاے چچا جان میرے
---آتی ہے خیمے کے
ملتی نہیں کچھ خبر
ہاے چچا جان میرے
کیا کروں جاؤں کدھر
ہاے چچا جان میرے
ہوگیا ویران گھر
ہاے چچا جان میرے
لگتا ہے اب مجھکو ڈر
ہاے چچا جان میرے
---آتی ہے خیمے کے